Song Credits:-

Title-----------------Dil Ibaadat

Singer--------------KK

Album-------------Tim Mile

Music--------------Preetm

Starcast-----------Emraah hashmi

Added on------------31Aug 2022

Duration--------------6:38sec

Slowed & reverbed by Smiley Studio





         ________Song Lyrics________




Dil ibadat kar raha hain

Dhadkane meri sun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun

Zindagi ki shaakh se loo

Kuch haseen pal main chun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun


Dil ibadat kar raha hain

Dhadkane meri sun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hain yahi dhun

Zindagi ki shaakh se loo

Kucch haseen pal main chun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun


Jo bhi jitne pal jeeyu

Unhe tere sang jeeyu

Jo bhi kal ho ab mera

Usse tere sang jeeyu

Jo bhi saansein main bharoo

Unhe tere sang bahroo

Chaahe jo ho raasta

Usse tere sang chalooDil ibadat kar raha hain

Dhadkane meri sun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun


Mujhko de tu mit jaane

Ab khud se de mil jaane

Kyun hai yeh itna faasla

Lamhe yeh phir na aane

Inko tu na de jaane

Tu mujhpe khud ko de loota


Tujhe tujhse tod loo

Kahin khud se jod loo

Mere jismojaan pe aa

Teri khushboo odh loo

Jo bhi saansein main bharu

Unhe tere sang bharu

Chaahe jo ho raasta

Use tere sang chalu


Dil ibadat kar raha hain

Dhadkane meri sun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun


Baahon mein de bas jaane

Seene mein de chhup jaane

Tujh bin main jaoo toh kahaa ?

Tujhse hai mujhko paane

Yaadon ke woh nazraane

Ik jinpe hakk ho bas mera


Teri yaadein mein rahoo

Tere khwaabon mein jagu

Mujhe dhoonde jab koi

Teri aankhon mein milu

Jo bhi saansein main bharu

Unhe tere sang bharu

Chaahe jo ho raasta

Use tere sang chalu


Dil ibadat kar raha hain

Dhadkane meri sun

Tujhko main kar loo haasil

Lagi hai yahi dhun.






Share📲