Catagory -------------Brahmastra 2022
Singer-----------------Arjit Singh
Add on------------------ 30 August 2022
Label-----------------------Sony Music
Duration-------------------3:35sec
Slowed & Reverbed by Smiley Studio
__Kesariya Lyrics__
Mujhko Itna Bataye Koyi
Kaise Tujhse Dil Na Lagaye Koyi
Rabba Ne Tujhko Banane Mein
Kardi Hai Husn Ki Khaali Tijoriyan
Kajal Ki Siyahi Se Likhi
Hai Tune Jaane
Kitno Ki Love Story’an
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Hath Lagaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaun
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Hath Lagaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaun
Patjhad Ke Mausam Mein Bhi
Rangi Chanaron Jaisi
Jhanke Sannnaton Mein Tu
Veena Ke Taaron Jaisi
Hmm Sadiyon Se Bhi Lambi Yeh
Mann Ki Amavasein Hain
Aur Tu Phuljhadiyon Wale
Tyoharon Jaisi
Chanda Bhi Deewana Hai Tera
Jalti Hai Tujhse
Saari Chhakoriyan
Kajal Ki Siyahi Se Likhi
Hai Tune Jaane
Kitno Ki Love Story’an
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Hath Lagaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaun
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Hath Lagaun
Din Beete Saara Teri Fikr Mein
Rain Saari Teri Khair Manaun
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Ishq Hai Piya
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Ishq Hai Piya
Piya Ishq Hai Piya
Ishq Hai Piya
Kesariya Tera Ishq Hai Piya
Rang Jaaun Jo Main Hath Lagaun
0 Comments