Song credits:-


Album----------------------Indian pop Music
Singer----------------------Antara Mitra, Soham Naik, Uddipan Sharma
Added on--------------30Aug 2022
Duration---------------5:32sec
Quality----------------320kpbs mp3
Slowed & Reverbed by Smiley Studio


_______Ranjhana ve Lyrics________


Puche Baatein Har Ghadi

Khwabo Se Ye Raatein Meri

Tujhse Kya Hai Mera Naata


Labb Kuch Aur Kahe

Dil Mera Shor Kare

Ban Gaya Tu Mera Ranjha


Haa Puche Baatein Har Ghadi

Khwabo Se Ye Raatein Meri

Tujhse Kya Hai Mera Naata


Labb Kuch Aur Kahe

Dil Mera Shor Kare

Ban Gaya Tu Mera Ranjha


Mere Sapno Ki Galiyon Mein

Tera Hi Ishq Rehta Hai

Kahin Bhi Jau Main Man Ye

Teri Hi Aur Behta Hai


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Ata Pata Nahi Mera Ab To Hai

Uda Uda Phirta Hoon Kab Se Main

Mile Bin Tujhe Reh Pau Na


Ata Pata Nahi Mera Ab To Hai

Uda Uda Phirta Hoon Kab Se Main

Mile Bin Tujhe Reh Pau Na


Khali Khali Din Mere Lagte The

Raatein Sari Uth Uth Jagte The

Haale Dil Tujhe Keh Pau Na


Teri Har Baat Mein Shamil

Mera Har Pal Kehta Hai

Kahin Bhi Jaun Man Ye

Teri Hi Aur Behta Hai


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Haa Puche Baatein Har Ghadi

Khwabo Se Ye Raatein Meri

Tujhse Kya Hai Mera Naata


Labb Kuch Aur Kahe

Dil Mera Shor Kare

Ban Gaya Tu Mera Ranjha


Mere Sapno Ki Galiyon Mein

Tera Hi Ishq Rehta Hai

Kahin Bhi Jau Main Man Ye

Teri Hi Aur Behta Hai


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Raanjhana Ve Tu Yaad Aa Ve

To Kho Jaun Bewajah

Meri Ankhon Se Door Jaave To

Lage Na Jiya


Download Mp3



Share📲