Song Credits:-


Title------------------Character dheela
Album---------------Ready
Singer----------------Amrita kak, Niraj sirhder
Music-----------------Pritam
Caststar----------------Salman khan
Duration---------------4:28sec
Added on---------------31Aug 2022
Slowed & Reverbed by Smiley studio




______Character dheela Lyrics_____


Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai


Jise dekho yahan woh husn ki baarish me geela hai


Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas-leela hai


Main karoon toh saala Character Dheela hai


Ho.. main karoon toh saala Character Dheela hai



Ladko ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai


Jise dekho yahan woh husn ki baarish me geela hai


Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai


Main karoon toh saala Character Dheela hai


Ho.. main karoon toh saala Character Dheela hai



Like It! Like It!



Hai simple sa yeh formula


Hai love ka funda khokhala


Bujhe bas pyaas toh ye dil


Cool cool cool rehta hai



Kisi ka haath thaam ke


Hai de kyun waade naam ke


Haan love you forever koi


Fool fool fool Jo yovan santreela hai


Fark padta hai kya baahon mein


Munni hai ya Sheela hai



Ishak ke naam par karte sabhi ab raas leela hai


Main karoon toh saala Character Dheela hai


Ho.. Main karoon toh saala Character Dheela hai



Yeh charcha Facebook pe hai


Mazaa bas ek look mein hai


Hassi chehre ka kaun deedaar


Baar baar baar baar karta hai



Jo dil ka photo frame ho


Wahan photo kyun same ho


Calendar hi tarah use


Roz roz roz roz change karta hai



Kamar patli ho jitni bhi


Mazaa utna nasheela hai


Chalega jo bhi hai aankhon ka rang kala ya neela hai


Ishak ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai



Main karoon toh saala, character dheela hai


Ho.. main karoon toh saala, character dheela hai


Kudiyon ka nasha pyare nasha sab se nasheela hai


Jise dekho yahan woh husn ki barish mein geela hai


Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai



Main karoon toh saala, character dheela hai


(6x)kehta hai








Share📲